MAI NA JANU
aek ankhen hai sarabi si,
jisme dub gya hmara chehra
uski palkon ko dekh
usme dub gya hmara sehra
jahan bhi jaun meri ankhen usae dundti
ye hai koi pehra
ya mere dil pe ho gaya uske raaj ka sehra
mai na janu mai na janu
ye hai mera pehra,
ya le gaya koi mere dil ka sehra.....................
No comments:
Post a Comment